Hara Dhaniya ka Tel ke Fayde | Coriander Oil for Hair इतनी सस्ती चीज जो गंजे सिर पर फिर से उगा सकती है बाल

हरा धनिया बालों के लिए बहुत फायदेमंद होता है. हरा धनिया में पाया जाने वाला विटामिन C, आयरन, कैल्शियम, पोटैशियम और एंटीऑक्सिडेंट्स बालों को पोषण देते हैं और उनको मजबूती देते हैं. आप धनिया को बालों की ग्रोथ के लिए इस्तमाल कर सकते हैं

Hara dhaniya balon ko poshan deta hai aur baalon ki growth ko bhi badhata hai. Iske liye, hare dhaniye ko pani mein ubalein aur is pani ko thanda hone ke baad baalon par lagayein.

Hara Dhaniya ka Tel ke Fayde | Coriander Oil for Hair

Hara dhaniya baalon ke girne / jhadne se rokta hai aur balon ko tutne se bachata hai. Iske liye, hare dhaniye ko mixer mein pees kar ek smooth paste bana lein. Fir is paste ko baalon par lagayein. 30 minute ke baad aap apne baalon ko dho lein.

Hara dhaniya baalon ki jado ko majboot karta hai aur baalon ki nason ko takat deta hai. Iske liye, hara dhaniya ko mixer mein pees kar paste bana lein aur is paste ko balon ki jado par lagayein. 30 minute ke baad balon ko pani se dho lena hai.

Hara dhaniya balon ko silky aur chamakdar banata hai. Iske liye, hara dhaniya ko pani mein ubalna hai. Aur is pani ko thanda hone ke baad baalon par lagayein. Aap ise rinse karne ki zarurat nahi hai.

Hara Dhaniya se tel banane ka gharelu tarika dekhiye

Dhaniya ke tel mein paya jane wala vitamin E balon ko poshan deta hai aur balon ki growth ko badhata hai. Iske liye, dhaniya ke tel ko halka garam kar lein. Aur ise apne balon ki jado mein lagayein. Dhaniya ke tel ko aadhe ghante tak apne baalon mein laga ke rakhein aur phir baalon ko shampoo se dho lein.

Dhaniya ke tel mein paya jane wala antioxidants balon ko damage se bachata hai. Aur baalon ko silky aur chamakdar banata hai. Iske liye, dhaniya ke tel ko halka garam kar lein aur ise apne baalon mein lagayein. Aap ise poore raat ke liye bhi laga sakte hai aur subah baalon ko dho lein.

balo ki growth ke liye Hara Dhaniya ka Tel kase banaye

Dhaniya ke tel mein paya jane wala vitamin C baalon ki nason ko majboot banata hai aur baalon ko tutne se bachata hai. Iske liye, dhaniya ke tel ko halka garam kar lein aur ise apne baalon mein lagayein. Aap ise aadhe ghante tak apne baalon mein laga ke rakhein aur phir baalon ko shampoo se dho lein.

Dhaniya ke tel mein paya jane wala anti-inflammatory tatva balon ki jado ko swasth rakhta hai. Dhaniya ka tel dandruff ko bhi dur karta hai. Iske liye, dhaniya ke tel ko halka garam kar lein aur ise apne baalon ki jado mein lagayein. Dhaniya ke tel ko aadhe ghante tak apne baalon mein laga ke rakhein aur phir baalon ko shampoo se dho lein.

Balo ko lamba aur ghana karne ke liye Dhaniya ka tel bhi bahut faydemand hota hai. Dhaniya ke tel ka istemal baalon ke liye bahut hi faydemand hai. Dhaniya ke tel mein paya jane wala vitamin E, C aur antioxidants balon ko poshan dete hai aur unhe majbooti dete hai.

Dhyan rakhe ki hare dhaniya bahut hi prabhavshali padarth hai, isliye iska istemal hamesha kam matra mein karein aur iska istemal karne se pehle ek baar apne dermatologist se salah jarur le.

Leave a Reply